SONG: Tum Saream Mulakat Se Darte Kyon Ho - तुम सरेआम मुलाकात से डरते क्यों हो

Tum Saream Mulakat Se Darte Kyon Ho - तुम सरेआम मुलाकात से डरते क्यों हो

LYRICS:
tum sareaam mulakat se darte kyon ho tum sareaam mulakat se darte kyon ho ishq karte ho to, haalat se darte kyon ho tum sareaam mulakat se darte kyon ho ye bataao to jara, mera khayal aate hi ye bataao to jara, mera khayal aate hi din se ghabrate ho, tum raat se darte kyon ho din se ghabrate ho, tum raat se darte kyon ho ishq karte ho to, haalat se darte kyon ho tum sareaam mulakat se darte kyon ho tum to kehte ho, tumhe mujhse mohabbat hi nahi tum to kehte ho, tumhe mujhse mohabbat hi nahi phir judai ke khayalat se darte kyon ho phir judai ke khayalat se darte kyon ho ishq karte ho to, haalat se darte kyon ho tum sareaam mulakat se darte kyon ho mujhse khud aake lipat jana, sambhalkar hatna mujhse khud aake lipat jana, sambhalkar hatna tej hoti huyi barsaat se darte kyon ho tej hoti huyi barsaat se darte kyon ho ishq karte ho to, haalat se darte kyon ho tum sareaam mulakat se darte kyon ho tum sareaam mulakat se darte kyon ho