SONG: Tum Sang Ankhiya Mila Ke - तुम संग अंखियाँ मिला के

Tum Sang Ankhiya Mila Ke - तुम संग अंखियाँ मिला के

LYRICS:
tum sang ankhiya mila ke tum sang ankhiya mila ke neha lagake sajan more mai haar gayi haar gayi tum sang ankhiya mila ke tum sang ankhiya mila ke neha lagake sajan more mai haar gayi haar gayi tum sang ankhiya mila ke sach kahu mai jee ki bat nindiya na aaye sari sari raat sach kahu mai jee ki bat nindiya na aaye sari sari raat garmi ki raat maine ho sardi ki raat maine kaat li barkha ki raat mohe maar gayi, maar gayi tum sang ankhiya mila ke tum sang ankhiya mila ke neha lagake sajan more mai haar gayi haar gayi tum sang ankhiya mila ke jis dil ko ab tak sambhala tha humne sambhala tha humne dekha kaha se balam ne dekha kaha se balam ne bura ho unki najaraiya ka haye ram bura ho unki najaraiya ka haye ram more karejwa se paar gayi paar gayi tum sang ankhiya mila ke tum sang ankhiya mila ke neha lagake sajan more mai haar gayi haar gayi tum sang ankhiya mila ke