SONG: Tum Samne Aakar Jis Dam Jalwa Sa Dikha Jate Ho - तुम सामने आ कर जिस दम जलवा सा दिखा जाते हो

Tum Samne Aakar Jis Dam Jalwa Sa Dikha Jate Ho - तुम सामने आ कर जिस दम जलवा सा दिखा जाते हो

LYRICS:
tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuch tum ko khabar hai dil me ik aag laga jaate ho tum hath pakad kar mera jab pyar jata jate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jate ho jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke shola to nazar na aaye aur aag si dil me bhadke dum bhar ke liye kyu aa kar ye aag bujha jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil me ik aag laga jaate ho ik pyar ne kab se dil ko diwana bana rakha hai ik pyar ne kab se dil ko diwana bana rakha hai duniya to hai duniya khud se begana bana rakha hai tum apne siwa duniya ki har chiz bhula jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil meik aag laga jaate ho kab tak ye bichhad kar milna mil mil ke bichhadte rehna kab tak ye bichhad kar milna mil mil ke bichhadte rehna jo tum ne kaha hai hum se hum ko bhi wohi hai kehna do chaar ghadi milte ho aur hosh uda jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jate ho