SONG: Tum Sabse Haseen Ho Or Sab Se Jawan Ho - तुम सबसे हसीन हो और सब से जवां हो

Tum Sabse Haseen Ho Or Sab Se Jawan Ho - तुम सबसे हसीन हो और सब से जवां हो

LYRICS:
tum sabse hasin ho or sab se jawa ho aji meri najar me aaye ho aaye ho jannat bhi tumhi ho dunia bhi tumhi ho aji meri najar me aaye ho aaye ho tum sabse hasin ho sham sawere dekhu bas ek hi sapna sath mere jab tum ho sab kuch hai apna rat bhi apni din bhi apne tum bhi apne tum sabse hasin ho or sab se jawa ho aji meri najar me aaye ho aaye ho jannat bhi tumhi ho dunia bhi tumhi ho aji meri najar me aaye ho aaye ho tum sabse hasin ho bhul nahi ki maine dil tumko dekar kaun hai is dunia me aji tumse behtar baho me ghumghumake muskurake aa jao tum sabse hasin ho or sab se jawa ho aji meri najar me aaye ho aaye ho jannat bhi tumhi ho dunia bhi tumhi ho aji meri najar me aaye ho aaye ho tum sabse hasin ho aaj meri najro ko hoga na dhokha aaj tumhe hai dil ki aankho se dekha dil se hi dil ne mere dilbar ye jana tum kya ho tum sabse hasin ho or sab se jawa ho aji meri najar me aaye ho aaye ho jannat bhi tumhi ho dunia bhi tumhi ho aji meri najar me aaye ho aaye ho tum sabse hasin ho