SONG: Tum Rooth Ke Mat Jaana - तुम रूठ के मत जाना

Tum Rooth Ke Mat Jaana - तुम रूठ के मत जाना

LYRICS:
tum ruth ke mat jaana, tum ruth ke mat jaana mujhse kya shikava diwana hai diwana mujhse kya shikava diwana hai diwana kyon ho gaya begana, kyon ho gaya begana tera-mera kya rishta ye tune nahi jaana tera-mera kya rishta ye tune nahi jaana main laakh hu begana, main laakh hu begana phir ye tadap kaisi itna to bata jaana phir ye tadap kaisi itna to bata jaana fursat ho to aa jaana, fursat ho to aa jaana apne hi haatho se meri duniya mita jaana apne hi haatho se meri duniya mita jaana tum ruth ke mat jaana, tum ruth ke mat jaana mujhse kya shikava diwana hai diwana mujhse kya shikava diwana hai diwana