SONG: Tum Pyar Se Dekho Hum Pyar Se Dekhe - तुम प्यार से देखो हम प्यार से देखें

Tum Pyar Se Dekho Hum Pyar Se Dekhe - तुम प्यार से देखो हम प्यार से देखें

LYRICS:
tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe jivan ke andhere me bikhar jaaye ujaala tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe jivan ke andhere me bikhar jaaye ujaala tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe jivan ke andhere me bikhar jaaye ujaala ham tum par jo bhaari the vo din bit gaye hain matvaali dagar pe jo mile mit naye hain kushiyo ki lahar aur chaand jod gayi hai ham pyaar kaane vaalo ki duniya hi nayi hai ham pyaar kaane vaalo ki duniya hi nayi hai duniya hi nayi hai tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe jivan ke andhere me bikhar jaaye ujaala tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe jivan ke andhere me bikhar jaaye ujaala phir aaj dhadkata hua dil bol raha hai phir se kahi ud jaane ko par khol raha hai nagari javaan aramaano ki ye premnagar hai har dil uchhal raha hai mohabbat ka asar hai har dil uchhal raha hai mohabbat ka asar hai mohabbat ka asar hai tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe jivan ke andhere me bikhar jaaye ujaala tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe jivan ke andhere me bikhar jaaye ujaala ye raat hai rangin, ye rangin nazaare dharti pe utar aaye hai aakash ke taare ye raat hai rangin, ye rangin nazaare dharti pe utar aaye hai aakash ke taare dharti pe utar aaye hai aakash ke taare aakash ke taare tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe jivan ke andhere me bikhar jaaye ujaala tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe jivan ke andhere me bikhar jaaye ujaala tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhe jivan ke andhere me bikhar jaaye ujaala