SONG: Tum Puchhate Ho Ishq Bhalaa Hai Ke Nahin Hai - तुम पूछते हो इश्क़ बला हैं के नहीं हैं

Tum Puchhate Ho Ishq Bhalaa Hai Ke Nahin Hai - तुम पूछते हो इश्क़ बला हैं के नहीं हैं

LYRICS:
tum puchhte ho ishq bala hain ke nahi hain tum puchhte ho ishq bala hain ke nahi hain kya jane tumhe khaufe khuda hain ke nahi hain tum puchhte ho ishq bala hain ke nahi jeene ka hunar sabko sikhata hain yahi ishq insaan ko insaan banata hain yahi ishq is ishq ki tauhin khata hain ke nahi hain tum puchhte ho ishq bala hain ke nahi mana hain badi dard bhari ishq ki rudaad hoti nahi mitkar bhi mohabbat kabhi barbaad har daur me majnu huye, har daur me farhaad har saaz me aaj unki sada hain ke nahi hain tum puchhte ho ishq bala hain ke nahi gam phulne phalne ka bhulakar kabhi dekho sar ishq ke kadmo pe jhukakar kabhi dekho gharbaar mohabbat me lutakar kabhi dekho khone me bhi pane ka maja hain ke nahi hain tum puchhte ho ishq bala hain ke nahi jab ho hi gaya pyar to sansaar ka dar kya hain kaun bhala kaun bura, iski khabar kya dil me na utar jaye to ulfat ki nazar kya hum dil ke pujari hain pata hain ke nahi hain tum puchhte ho ishq bala hain ke nahi hain kya jane tumhe khaufe khuda hain ke nahi hain tum puchhte ho ishq bala hain ke nahi hain