SONG: Tum Ne Mujhko Sada - तुमने मुझको सदा

Tum Ne Mujhko Sada - तुमने मुझको सदा

LYRICS:
tumne mujhko sada jalaya tumne mujhko sada jalaya ek nirali jhalak dikhake saukh jami ki chamak dikhake chhupa liya apne chehre ko chhupa liya apne chehre ko fir najar aaya ghunghat sarkaya sada jalaya tumne mujhko mere dil mein aag lagai apni deewali khub manaai mere dil mein aag lagai apni deewali khub manaai main wo jalta hua hu diya hu main wo jalta hua hu diya hu jiska ujala tumne churaya sada jalaya tumne mujhko tumne to sikha hai jalaya tumhe kaha aata hai bujhana ye maine jo ? tumne aankh milaake dil na milaya ye maine jo ? tumne aankh milaake dil na milaya aankh milake dil na milaya sada jalaya tumne mujhko sada jalaya tumne mujhko