SONG: Tum Nahi Ya Hum Nahi - तुम नही या हम नही

Tum Nahi Ya Hum Nahi - तुम नही या हम नही

LYRICS:
mehfil mein aaj jhum ke shabaab aa gaya sitamgar tere sitam ka jabaab aa gaya aa humse aake aankh milaaye humse aake aankh milaaye aankh milaaye tu kya aankh milaaye tujhme itna dum nahi tujhme itna dum nahi ho aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega aaj faisala ho jaayega tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi mehfil waale yeh bhi sun le yeh bhi sun le tum bhi sun lo hum bhi kisi se kam nahi hai aaj faisala ho jaayega tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi baraso se jo dil mein lagi ho aag bujhaakar jaayenge aag bujhaakar jaayenge jo humko mitaane aaye hai hum unko mitaakar jaayenge hum unko mitaakar jaayenge maar ke dushman ko mar jaaye maar ke dushman ko mar jaaye phir toh hume koyi gum nahi phir toh hume koyi gum nahi aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi ho parade mein rehane do kyo apni aukaat dikhaati ho chhoti si chinti hokar kyu parbat se takraati ho dum bhar ke liye bhi thehar sako dum bhar ke liye bhi thehar sako itna bhi tujhme dum nahi itna bhi tujhme dum nahi aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega aaj faisala ho jaayega tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi aurat se takraate ho tum aurat se takraate ho yeh mardo waala kaam nahi kya iska natija nikalega socha tumane anjaam nahi sine mein agar kuch himmat hai to humse aankh milaao tum hansi ko mitaakar hasi ko mitaakar na rakh du to mohan mera naam nahi jab hum maidaan mein aa hi gaye jab hum maidaan mein aa hi gaye ye samajho ki phir tum nahi ye samajho ki phir tum nahi aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega aaj faisala ho jaayega tum nahi ya hum nahi tum nahi bas tum nahi hai teri ye majaal to mujhse kare sawaal teri chhutti kara du tera takhta uda du are bemaut na mar tu apni hi fikar kar bura har kaam mera kayaamat naam mera main chutaki se masal du main jute se kuchal du julum se mera rishta maut ka main farishta maut ka main farishta nahi koy mera saani tu maange daana paani ho kaala naag hoon main toh jalati aag hoon main mitaakar khaak kar du jalaakar khaak kar du gunaah aur paap hoon main tera bhi baap hoon main kya, tera bhi baap hoon main kya, tera bhi baap hoon main kya, tera bhi baap hoon main