SONG: Tum Nahi Bhulte Jahan Jayoon, Haye Mai Kya Karu - तुम नहीं भूलते जहाँ जाऊं, हाय मैं क्या करूँ

Tum Nahi Bhulte Jahan Jayoon, Haye Mai Kya Karu - तुम नहीं भूलते जहाँ जाऊं, हाय मैं क्या करूँ

LYRICS:
tum nahi bhulte jaha jau haye mai kya karu kaha jau mahki mahki fiza ye kahti hai tu kahi aas pas rahti hai chain se so raha hai sara jaha aye meri nind so gayi tu kaha bura ho gaya ya bhala ho gaya mohabbat me jo ho gaya ho gaya