SONG: Tum Nahi Aaye Wada Kar Ke Sanwariyaa - तुम नहीं आए वादा कर के सांवरियां

Tum Nahi Aaye Wada Kar Ke Sanwariyaa - तुम नहीं आए वादा कर के सांवरियां

LYRICS:
tum nahi aaye vada kar ke sanwariya shadi ki raat rahe suni sejariya tum nahi aaye tum nahi aaye vada kar ke sanwariya shadi ki raat rahe suni sejariya tum nahi aaye barso ki aas leke baji shehnai barso ki aas leke baji shehnai lakh intzaar kiya doli na aayi haye doli na aayi jee bhi na paati nahi lini khabariya shadi ki raat rahe suni sejariya tum nahi aaye kya kya arman rahe tumse bedardi kya kya arman rahe tumse bedardi dulhan ki jholi tumne aansu se bhar di haye aansu se bhar di aana tha phir ke magar pheri najariya shadi ki raat rahe suni sejariya tum nahi aaye meri majhdhar ke the tum hi khiwaiya meri majhdhar ke the tum hi khiwaiya chal diya kahan lake jivan ki naiya haye jivan ki naiya tujh pe bahare bite wari umariya shadi ki raat rahe suni sejariya tum nahi aaye