SONG: Tum Mile Gum Gaya - तुम मिले गम गया

Tum Mile Gum Gaya - तुम मिले गम गया

LYRICS:
tum mile gum gaya, dard-e dil tham gaya tum mile gum gaya, dard-e dil tham gaya ab hume jindagi ka maja aayega ab hume jindagi ka maja aayega dil ko dil ka sahara jo milta raha dil ko dil ka sahara jo milta raha dekh lena mukkaddar badal jaayega dekh lena mukkaddar badal jaayega umar bhar saath rahne ki khaa ke kasam umar bhar saath rahne ki khaa ke kasam aaj aage badhaye hai maine kadam waqt kitne hi tufaan uthaaye magar waqt kitne hi tufaan uthaaye magar ab iraada naa mera badal paayega ab iraada naa mera badal paayega dil ko dil ka sahara jo milta raha dil ko dil ka sahara jo milta raha dekh lena mukkaddar badal jaayega dekh lena mukkaddar badal jaayega apne kadmo pe sar mera jhukne to do apne kadmo pe sar mera jhukne to do ek manjil pe duniya ko rukne to do dekhna log pujenge aake tumhe dekhna log pujenge aake tumhe kal jamana tumhaari kasam khaayega dekh lena mukkaddar badal jaayega tum mile gum gaya, dard-e-dil tham gaya tum mile gum gaya, dard-e-dil tham gaya ab hume jindagi ka maja aayega ab hume jindagi ka maja aayega aankho aankho me hone do ehde wafaa aankho aankho me hone do ehde wafaa door tak jaayegi dhadakano ki sada husn ki dhoom duniya me ho jaayegi husn ki dhoom duniya me ho jaayegi ishq saare jamaane pe chha jaayega ishq saare jamaane pe chha jaayega tum mile gum gaya, dard-e dil tham gaya tum mile gum gaya, dard-e dil tham gaya ab hume jindagi ka maja aayega ab hume jindagi ka maja aayega