SONG: Tum Meri Zindagi Me Ek Chand Banke Aana - तुम मेरी जिंदगी मे चाँद बनके आना

Tum Meri Zindagi Me Ek Chand Banke Aana - तुम मेरी जिंदगी मे चाँद बनके आना

LYRICS:
tum meri jindagi me ek chand banke aana hum yuhi muskuraye jalta rahe jamana tum meri jindagi me ek chand banke aana hum yuhi muskuraye jalta rahe jamana takra gayi sajan dil se teri nigahe dil se teri nigahe takra gayi hai jalim dil se teri nigahe machle hue hai arma machli hui hai bahe machle hue hai arma machli hui hai bahe tujhko kasam hai meri ab kar na kuch bahana hum yuhi muskuraye jalta rahe jamana tum meri jindagi me ek chand banke aana ham yuhi muskuraye jalta rahe jamana ye bekhudi ka aana ye jhumte najare ye jhumte najare ye bekhudi ka aana ye jhumte najare ye naz ye adaye ye dilnashi najare ye naz ye adaye ye dilnashi najare aaj mai tujhpe luta du ye husn ka khazana tum meri jindagi me ek chand banke aana ham yuhi muskuraye jalta rahe jamana