SONG: Tum Meri Tum Mere Saajan - तुम मेरे साजन तुम मेरी तुम मेरे

Tum Meri Tum Mere Saajan - तुम मेरे साजन तुम मेरी तुम मेरे

LYRICS:
tum mere sajan tum meri tum mere nishdin palchhin sanjh sawere nishdin palchhin sanjh sawere tum meri tum mere tum mere sajan tum meri tum mere sagar ho tum main tarang hariday ho tum main man tum mit base main mit basu tum mere sajan tum meri tum mere tum mere tum mere sajan tum meri tum mere prem samandar uthi badaliya jiwan nagari chhai jiwan nagari chhai rash ki duniya me bhar bhar ke prem sudha barsai prem sudha barsai pi pi pyale ho matwale pi pi pyale ho matwale nishdin palchhin sanjh sawere dekhe svapn hai mere sajan tum meri tum mere