SONG: Tum Mere Swami Antaryami, Maat Pita Tum Mere - तुम मेरे स्वामी अंतर्यामी, मात पिता तुम मेरे

Tum Mere Swami Antaryami, Maat Pita Tum Mere - तुम मेरे स्वामी अंतर्यामी, मात पिता तुम मेरे

LYRICS:
tum mere swami antaryami maat pita tum mere tum mere tan man tum mere jiwan, bandhu sakha tum mere tum mere swami antaryami mere man ki tu hi jane, jau kise mai or sunane mere man ki tu hi jane, jau kise mai or sunane dukhiya man ki karun kahani, tu hi ek sunhere tum mere swami antaryami charo or uthi hai andhi charo or uthi hai andhi, ajab sadhna maine sadhi aachal me ek dip chhupaya, kabhi na haye bujhe re tum mere swami antaryami, maat pita tum mere tum mere tan man tum mere jiwan, bandhu sakha tum mere tum mere swami antaryami