SONG: Tum Meet Mere Tum Pran Mere - तुम मीत मेरे तुम प्राण मेरे, तुम युग-युग के वरदान मेरे

Tum Meet Mere Tum Pran Mere - तुम मीत मेरे तुम प्राण मेरे, तुम युग-युग के वरदान मेरे

LYRICS:
tum meet mere tum pran mere, tum yug yug ke vardan mere tum meet mere tum pran mere tum khile kamal mere man ke, tum khile kamal mere man ke tum har singar mere tan ke, tum har singar mere tan ke man mandir ke bhagwan mere, tum meet mere tum pran mere tum yug yug ke vardan mere, tum meet mere tum pran mere jab hamko jo na milte hai tan man me phul se khilte hai, tan man me phul se khilte hai has padte hai arman mere, tum meet mere tum pran mere tum yug yug ke vardan mere, tum meet mere tum pran mere mai deepak hu tum bati ho mere janam janam ke sathi ho, mere janam janam ke sathi ho tum man mere abhiman mere, tum meet mere tum pran mere tum yug yug ke vardan mere, tum meet mere tum pran mere