SONG: Tum Meet Hamare Ho - तुम मीत हमारे हो हम मीत तुम्हारे है

Tum Meet Hamare Ho - तुम मीत हमारे हो हम मीत तुम्हारे है

LYRICS:
tum meet hamare ho ham meet tumhare ho haa tum meet hamare ho ham meet tumhare ho is dolti nayiya mein do preet ke mare hai is dolti nayiya mein haye re haye do preet ke mare hai tum meet hamare ho ham meet tumhare ho haa tum meet hamare ho ham meet tumhare ho jal thal hai samnadar mein lahre bhi hai tufaan bhi aashaye sine mein hasrat bhi armaan bhi jal thal hai samnadar mein lahre bhi hai tufaan bhi aashaye sine mein hasrat bhi armaan bhi ham khelte maujo se haye re haye bekhauf kinare hai ham khelte maujo se haye re haye bekhauf kinare hai tum meet hamare ho ham meet tumhare ho haa tum meet hamare ho ham meet tumhare ho duniya ye nirali hai ham preet ke maro ki chalo dur chale sajani us chhao mein taro ki wo geet sunaayenge haye re haye jo sab ne pukare hai wo geet sunaayenge haye re haye jo sab ne pukare hai tum meet hamare ho ham meet tumhare ho haa tum meet hamare ho ham meet tumhare ho tum chand mere man ke main jis ka ujala hu tum jyot mohabbat ki main kiski jawala hu prem ki duniya mein kyo haye re haye chand sitare hai prem ki duniya mein kyo haye re haye chand sitare hai tum meet hamare ho ham meet tumhare ho haa tum meet hamare ho ham meet tumhare ho