SONG: Tum Maa Ho Tum Aisa Na Karo - तुम माँ हो तुम ऐसा ना करो

Tum Maa Ho Tum Aisa Na Karo - तुम माँ हो तुम ऐसा ना करो

LYRICS:
dukh sah ke jo sukh pahuchati hai dukh sah ke jo sukh pahuchati hai us mamta ko rushwa na karo tum maa ho, tum maa ho tum aisa na karo tum maa ho tum aisa na karo dukh sah ke jo sukh pahuchati hai us mamta ko rushwa na karo tum maa ho, tum maa ho tum aisa na karo tum maa ho tumhi se insan ko ye jism mila or ye jan mili neki ka chalan ima ki lagan sachai ki pahchan mili kudrat ne diya hai jo rutba us rutbe ko nicha na karo tum maa ho, tum maa ho tum aisa na karo tum maa ho tumhe is dunia me jano ki hifazat karna hai thukrake har ek khudgarzi ko insano ki khidmat karna hai tum naslo ki kheti sichti ho tum jano ka sauda na karo tum maa ho, tum maa ho tum aisa na karo tum achi tarah pahchanti ho aulad ka gum kya hota hai ye teere sitam kya hota hai, ye bar aalam kya hota hai har maa jo tum ka darja nahi, maa hone ka dawa na karo tum maa ho, tum maa ho tum aisa na karo