SONG: Tum Kyaa Jaano, Tumhari Yaad Men Ham Kitanaa Roe - तुम क्या जानो, तुम्हारी यादों में हम कितना रोये

Tum Kyaa Jaano, Tumhari Yaad Men Ham Kitanaa Roe - तुम क्या जानो, तुम्हारी यादों में हम कितना रोये

LYRICS:
tum kyaa jaano tum kyaa jaano, tumhari yaad me hum kitnaa roye, hum kitnaa roye rain guzaari taare gin gin rain guzaari taare gin gin chain se jab tum soye ham kitnaa roe kitni kaliyaa khili chaman me khilke phir murjhaa gayi birhan ke is bhole man ko baar baar samjhaa gai ro ke javaani kaati jisne ro ke javaani kaati jisne preet ke bije boye ham kitnaa roye tum kyaa jaano, tumhari yaad me hum kitnaa roye, hum kitnaa roye kitne baadal ghire gagan me ghirake phir naa barse pyaas daba kar dil hi dil me kitanaa tadape tarase dard hamara dil jaane yaa dard hamara dil jaane yaa nainaa khoye, khoye ham kitnaa roye tum kyaa jaano, tumhari yaad me hum kitnaa roye, hum kitnaa roye