SONG: Tum Ko Fursat Ho Meri Jaan To Idhar Dekh To Lo - तुमको फ़ुर्सत हो मेरी जान तो इधर देख तो लो

Tum Ko Fursat Ho Meri Jaan To Idhar Dekh To Lo - तुमको फ़ुर्सत हो मेरी जान तो इधर देख तो लो

LYRICS:
tumko fursat ho tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat ho tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat ho chaar aankhe na karo chaar aankhe na karo, ek nazar dekh to lo tumko fursat ho baat karne ke liye kaun tumhe kehta hai baat karne ke liye kaun tumhe kehta hai na karo hamse koi na karo hamse koi baat magar dekh to lo tumko fursat ho tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat ho apne bimaar-e-mohabbat ki tasalli ke liye apne bimaar-e-mohabbat ki tasalli ke liye haal-e-dil puchh to lo haal-e-dil puchh to lo, zakm-e-jigar dekh to lo tumko fursat ho tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat ho dil-e-barbaad ko aabaad karo ya na karo dil-e-barbaad ko aabaad karo ya na karo kam se kam tum mera kam se kam tum mera ujda hua ghar dekh to lo tumko fursat ho tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat ho