SONG: Tum Kitni Khoobsurat Ho Chand Dekhe Tumhe - तुम कितनी खूबसूरत हो चाँद देखे तुम्हें

Tum Kitni Khoobsurat Ho Chand Dekhe Tumhe - तुम कितनी खूबसूरत हो चाँद देखे तुम्हें

LYRICS:
tum kitni khubsurat ho tum kitni khubsurat ho chand dekhe tumhe to jal jaye mar mari si tumhari baho par chandani ka kadam fisal jaye haye haye tum kitni khubsurat ho dekh kar in hasin julfo ko rashk karne lage ghataye bhi dekh kar in haisn julfo ko rashk karne lage ghataye bhi tumko paakar bahar ka mausam haye tumko paakar bahar ka mausam pyar ki bekhudi me dhal jaye haye haye tum kitni khubsurat ho dil ko apna bana liya tumne ye to koi anokhi bat nahi dil ko apna bana liya tumne ye to koi anokhi bat nahi tum jo pathar pe ik najar dalo haye tum ko pathar pe ek najar dalo wo khuda ki kasam pighal jaye haye haye tum kitni khudsurat ho mere dil ka hasin raz ho tum mera nagma ho mera saz ho tum mere dil ka hasin raz ho tum mera nagma ho mera saz ho tum pyar ki dhun kabhi na badlegi haye pyar ki dhun kabhi na badlegi waqt chahe badal badal jaye haye haye tum kitni khubsurat ho