SONG: Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya - तुम कौन हो, बताओ तुम्हारा नाम है क्या

Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya - तुम कौन हो, बताओ तुम्हारा नाम है क्या

LYRICS:
tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya kaam hai kya, tum kon ho tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya kaam hai kya, tum kon ho is raste ka naam hai sapano ki rehgujar is raste ka naam hai sapano ki rehgujar tum ho paraye aur ye apno ki rah gujar jis raah se kyun gujare vo aam hai kya, naam hai kya tum kon ho batao tumhara naam hai kya naam hai kya, tum kon ho hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat hum vo nahi jo chal pade bechainiyo ke sath is baat ka pata hai tumhe anjaam hai kya anjaam hai kya tum kon ho batao tumhara naam hai kya naam hai kya, tum kon ho vaise to hum bhi aaj kal rehate hai bekarar vaise to hum bhi aaj kal rehate hai bekarar tum ye kahin na sochna kar lenge tumse pyar is pyar se zara ye koi badnaam hai kya tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya ek ajnabi najar ka yaha kaam hai kya kaam hai kya, tum kon ho