SONG: Tum Kahan Ho Tum Kahan, Kho Gaye Hai Aarzu - तुम कहाँ हो तुम कहाँ, खो गए है आरजू

Tum Kahan Ho Tum Kahan, Kho Gaye Hai Aarzu - तुम कहाँ हो तुम कहाँ, खो गए है आरजू

LYRICS:
tum kahaa ho, tum kahaa ho tum kahaa ho, tum kahaa ho tum kahaa ho, tum kahaa ho kho gaye hai aarzu ke kaarwa ho gayi hai manzil hamari benisa tum kahaa ho, tum kahaa ho chhod kar tum chal diye majdhar me lut gaye ham pyar me reh gayi dil hi me dil ki daastan tum kahaa ho, tum kahaa ho tum kahaa ho, tum kahaa ho tum kahaa ho zapt karne par bhi aansu aa gaye, pyar ko behka gaye zapt karne par bhi aansu aa gaye, pyar ko behka gaye dard ko samjhe the ham to bezuba tum kahaa ho, tum kahaa ho tum kahaa ho, tum kahaa ho tum kahaa ho dil kisi surat bahalta hi nahi, dam nikalta bhi nahi ban gaye dushman zameen aur aasmaan tum kahaa ho, tum kahaa ho tum kahaa ho, tum kahaa ho tum kahaa ho