SONG: Tum Kahaan Chhupe Ho Bhagwan - तुम कहाँ छुपे भगवान करो मत देरी

Tum Kahaan Chhupe Ho Bhagwan - तुम कहाँ छुपे भगवान करो मत देरी

LYRICS:
tum kaha chhupe bhagwan karo mat deri dukh haro dwarikanath shran main teri dukh haro dwarikanath shran main teri dukh haro dwarikanath shran main teri yahi suna hai din bandhu tum sabka dukh har lete jo nirash hai unki jholi aasha se bhar dete agar sudama hota mai to daud dwarika aata paanv aansuo se dho kar main man ki aag bhujhata tum bano nahi anjan suno bhagwan karo mat deri dukh haro dwarikanath shran main teri dukh haro dwarikanath shran main teri jo bhi shran tumhari aata usko dhir bandhate nahi dubne dete data naiya paar lagate tum na sunoge to kisko main apni vyatha sunau dwar tumhara chhod ke bhgwan aur kaha mai jau prabhu kab se raha pukar main tere dwar karo mat deri dukh haro dwarikamath shran main teri dukh haro dwarikamath shran main teri dukh haro dwarikamath shran main teri dukh haro dwarikamath shran main teri