SONG: Tum Jo Mile To Khila Hai Gulab Mere Dil Ka - तुम जो मिले तो खिला है गुलाब मेरे दिल का

Tum Jo Mile To Khila Hai Gulab Mere Dil Ka - तुम जो मिले तो खिला है गुलाब मेरे दिल का

LYRICS:
tum jo mile to khila hai gulab mere dil ka tum jo mile to khila hai gulab mere dil ka piya tum tod na dena piya tum tod na dena ye khwaab mere dil ka tum jo mile to khila hai gulab mere dil ka tum jo mile to khila hai gulab mere dil ka naachu mai teri lagan liye pyar ki meethi agan kiye naachu mai teri lagan liye pyar ki meethi agan kiye jage ye armaa tere hi liye piya tum tod na dena piya tum tod na dena ye khwaab mere dil ka tum jo mile to khila hai gulab mere dil ka tum jo mile to khila hai gulab mere dil ka ye udta aanchal bahaar ka sandesha laya hai pyar ka ye udta aanchal bahaar ka sandesha laya hai pyar ka sama ye mere tere ikraar ka piya tum tod na dena piya tum tod na dena ye khwaab mere dil ka tum jo mile to khila hai gulab mere dil ka tum jo mile to khila hai gulab mere dil ka piya tum tod na dena piya tum tod na dena ye khwaab mere dil ka tum jo mile to khila hai gulab mere dil ka tum jo mile to khila hai gulab mere dil ka