SONG: Tum Jo Mile Arzu Ko Dil Ki Rah Mil Gayi - तुम जो मिले आरज़ू को दिल की राह मिल गयी

Tum Jo Mile Arzu Ko Dil Ki Rah Mil Gayi - तुम जो मिले आरज़ू को दिल की राह मिल गयी

LYRICS:
tum jo mile tum jo mile tum jo mile aarzu ko dil ki raah mil gai tum jo mile tum jo mile aarzu ko dil ki raah mil gai tum jo mile ek aas mil gayi re ek panah mil gayi ek aas ek aas mil gayi re ek panah mil gayi tum jo mile aarzu ko dil ki raah mil gai tum jo mile bholi bhali dhadkano ka aaj dhang aur hai bholi bhali dhadkano ka aaj dhang aur hai zindagi wahi hai zindagi ka rang aur hai aaj dhang aur hai ang ang jhum utha jab nigah mil gayi tum jo mile ang ang jhum utha jab nigah mil gayi tum jo mile aarzu ko dil ki raah mil gai tum jo mile aaj meri chudiyo ke saaz gunguna uthe aaj meri chudiyo ke saaz gunguna uthe jane kitne khwab ek sath muskura uthe khawab muskura uthe bachpan se jiski chah thi wo chah mil gayi tum jo mile bachpan se jiski chah thi wo chah mil gayi tum jo mile aarzu ko dil ki raah mil gai tum jo mile ek aas mil gayi re ek panah mil gayi ek aas ek aas mil gayi re ek panah mil gayi tum jo mile aarzu ko dil ki raah mil gai tum jo mile