SONG: Tum Jo Ho So Ho Lekin Khuda Toh Nahi, Aji Hum Bhi Hai Insaan - तुम जो हो सो हो लेकिन खुदा तो नहीं,अजी हम भी है इंसा

Tum Jo Ho So Ho Lekin Khuda Toh Nahi, Aji Hum Bhi Hai Insaan - तुम जो हो सो हो लेकिन खुदा तो नहीं,अजी हम भी है इंसा

LYRICS:
gusse se mat dekho hamko karo an aanhke lal bade bado ki hamne babu kardi sidhi chal kyu kaisi kahi tum jo ho so ho lekin khuda to nahi tum jo ho so ho lekin khuda to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi tum jo ho so ho lekin khuda to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi dil to asli sona hai dhundho na bazar me dil to asli sona hai dhundho na bazar me mal agar ye lena hai to usko tolo pyar me ke khota dhandha hamne kiya to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi tum jo ho so ho lekin khuda to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi daulat bhi hai surat bhi thath bada hai aapka daulat bhi hai surat bhi thath bada hai aapka fir bhi hak is dunia pe to nahi kisi ke bap ka uparwale se bada to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi tum jo ho so ho lekin khuda to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi tum paise ke chakkar me rahte ho hairan se tum paise ke chakkar me rahte ho hairan se khake paw hum chay piye fir soye chadar tan ke jo humko mila hai tumko mila to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi tum jo ho so ho lekin khuda to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi haske jo koi milta hai hum bhi milte pyar se haske jo koi milta hai hum bhi milte pyar se koi jara bhi akde to hum chal de thokar mar ke bolo kuch isme apni khata to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi tum jo ho so ho lekin khuda to nahi aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi