SONG: Tum Jiyo Hajaro Sal - तुम जियो हज़ारों साल

Tum Jiyo Hajaro Sal - तुम जियो हज़ारों साल

LYRICS:
tum jiyo hajaro saal saal ke din ho pachaas hajaar tum jiyo hajaro saal saal ke din ho pachaas hajaar tum jiyo hajaro saal saal ke din ho pachaas hajaar suraj roj aata rahe roj gata rahe leke kirno ke mele palchhin kaliya gin gin tera har din tab tak rango se khele suraj, aata rahe, gata rahe leke kirno ke mele palchhin, gin gin, har din tab tak rango se khele rang jab tak baaki hai baharo me tum jiyo hajaro saal saal ke din ho pachaas hajaar tum jiyo hajaro saal saal ke din ho pachaas hajaar yaha vaha sham ho chaahe jaha yu hi jhume shama sunke tumhari baate pyar liye chand kaa tika liye yu hi jugnu liye chamke tumhari raate yaha vaha, chaahe jaha jhume shama sunke tumhari baate pyar liye, tika liye jugnu liye chamke tumhari raate nur jab tak baaki hai sitaaro me tum jiyo hajaro saal saal ke din ho pachaas hajaar tum jiyo hajaro saal saal ke din ho pachaas hajaar tum jiyo hajaro saal saal ke din ho pachaas hajaar