SONG: Tum Jis Pe Nazar Daalo Us Dil Ka Khudahafij - तुम जिस पे नज़र डालो उस दिल का खुदाहाफिज़

Tum Jis Pe Nazar Daalo Us Dil Ka Khudahafij - तुम जिस पे नज़र डालो उस दिल का खुदाहाफिज़

LYRICS:
tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij katil ki khuda jane bismil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij aa jao jo mehfil me ek jaan si aa jaye aa jao jo mehfil me ek jaan si aa jaye uth jao jo mehfil se mehfil ka khudahafij uth jao jo mehfil se mehfil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij katil ki khuda jane bismil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij sathi ho agar tumsa manjil ki tamana kya sathi ho agar tumsa manjil ki tamana kya humko to safar pyara manjil ka khudahafij humko to safar pyara manjil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij katil ki khuda jane bismil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij ab hum bhi tumhare hai kashti bhi tumhari hai ab hum bhi tumhare hai kashti bhi tumhari hai ab mudke na dekhenge sahil ka khudahafij ab mudke na dekhenge sahil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij katil ki khuda jane bismil ka khudahafij tum jis pe nazar dalo us dil ka khudahafij