SONG: Tum Jaise Bigde Babu Se Main Akhiyan - तुम जैसे बिगड़े बाबू से मैं अँखियाँ

Tum Jaise Bigde Babu Se Main Akhiyan - तुम जैसे बिगड़े बाबू से मैं अँखियाँ

LYRICS:
tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau thin gin thin gin naachu aur duniya ko nachaau tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau aankho me madhushaale, rang bhare ye pyaale chanda-suraj dono mere kaano ke hain baale chanda-suraj dono mere kaano ke hain baale apne aap ko kya samajho ho baabu o baabu tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau thin gin thin gin naachu aur duniya ko nachaau mukh pe lat laharaaye, ghan badara sharamaaye nil gagan ka baanka raahi paayal baandhne aaye nil gagan ka baanka raahi paayal baandhne aaye apne aap ko kya samajho ho baabu o baabu tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau thin gin thin gin naachu aur duniya ko nachaau tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau