SONG: Tum Jaha Jaoge Mujhko Bhi Vahi Paoge - तुम जहाँ जाओगे मुझको भी वही पाओगे

Tum Jaha Jaoge Mujhko Bhi Vahi Paoge - तुम जहाँ जाओगे मुझको भी वही पाओगे

LYRICS:
tum jaha jaoge mujhko bhi wahi paoge bach ke ab meri nigaho se kaha jaoge tum jaha jaoge mujhko bhi wahi paoge bach ke ab meri nigaho se kaha jaoge tum jaha jaoge itna kyu naaj hai tum jaise hajaro hai hasin itna kyu naaj hai tum jaise hajaro hai hasin ek mujhsa hi koi sare jamane me nahi soch lo waqt hai fir baad me pachtaoge bach ke ab meri nigaho se kaha jaoge tum jaha jaoge yu bhi ek khawab ki tabeer najar aayegi har taraf jab meri tasveer najar aayegi aaina dekh ke gabraoge sharmaoge bach ke ab meri nigaho se kaha jaoge tum jaha jaoge mujhko bhi wahi paoge bach ke ab meri nigaho se kaha jaoge tum jaha jaoge