SONG: Tum Jab Bhi Yaad Aaoge (2) - तुम जब भी याद आओगे

Tum Jab Bhi Yaad Aaoge (2) - तुम जब भी याद आओगे

LYRICS:
tum jab bhi yaad aaoge tum jab bhi yaad aaoge ye dil bhar aayega ye aankh chhalak jayegi tum jab bhi yaad aaoge tum jab bhi yaad aaoge ye dil bhar aayega ye aankh chhalak jayegi tumhari khushi mein meri khushi tumhari khushi mein meri khushi tumne hi di mujhe jindagi sath tumhare hai pyar mera maut bhi chu na payegi tum jab bhi yaad aaoge tum jab bhi yaad aaoge ye dil bhar aayega ye aankh chhalak jayegi ya ho tumhare sapno ka gaon ya ho tumhare sapno ka gaon ya ho tumhari yado ki chhav paoge hamko uski mod par jispe tum chhod ke jaoge tum jab bhi yaad aaoge tum jab bhi yaad aaoge ye dil bhar aayega ye aankh chhalak jayegi jate hai jo wo aate nahi jate hai jo wo aate nahi watq ki dhara lauti kahi tab tum meharba hue bhi to kya jab hum ye kaha chhod jayenge tum jab bhi yaad aaoge tum jab bhi yaad aaoge ye dil bhar aayega ye aankh chhalak jayegi tum jab bhi yaad aaoge tum jab bhi yaad aaoge ye dil bhar aayega ye aankh chhalak jayegi