SONG: Tum Humse Humse Mohabbat Karte Ho - जो चाहे कहे दुनिया वाले दुनिया से

Tum Humse Humse Mohabbat Karte Ho - जो चाहे कहे दुनिया वाले दुनिया से

LYRICS:
jo chahe kahe duniya waale duniya se duniya se hum kya darte hai tum humse mohabbat karte ho hum tumse hum tumse mohabbat karte hai tum humse mohabbat karte ho hum dono ka hai ye fasana hum dono ka hai ye fasana tu diwani main diwana tu diwani main diwana shama ho tum aur main parwana shama ho tum shama ho tum aur main parwana shama ho tum aur main parwana hum dono jal jal marte hai hum dono jal jal marte hai tum humse mohabbat karte ho hum tumse hum tumse mohabbat karte hai tum humse mohabbat karte ho apna majhab apni milat apna majhab apni milat husanu jwani ishq mohabbat husanu jwani ishq mohabbat hai ab dono ki ye halat hai ab dono ki ye halat dum ulfat ka hum bharte hai dum ulfat ka hum bharte hai hum tumse mohabbat karte hai tum humse mohabbat karte ho