SONG: Tum Ho Meree Dil Kee Dhadkan - तुम हो मेरी दिल की धड़कन, तुम बिन लगे न मन

Tum Ho Meree Dil Kee Dhadkan - तुम हो मेरी दिल की धड़कन, तुम बिन लगे न मन

LYRICS:
tum ho meri dil ki dhadkan, tum bin lage na man tum ko hi dhunda karte hain, har pal mere do nayan tum ho meri dil ki dhadkan, tum bin lage na man tum ko hi dhunda karte hain, har pal mere do nayan tum jo nahi to kaisi khushi, mausiyo me vahi hain jindagi mujhe tum bin har palchhin, dasta hain sunapan tum ho meri dil ki dhadkan, tum bin lage na mann tum ko hi dhunda karte hain, har pal mere do nayan tumhe jo dekha to palko tale lakho diye the dekho jalne lage mera tanman mera jivan, tumse hi hai magan tum ho meri dil ki dhadkan, tum bin lage na mann tum ko hi dhunda karte hain, har pal mere do nayan