SONG: Tum Ho Dil Ke Chor Kare Dil Shor, Tumhe Pehchan Liyaa - तुम हो दिल के चोर करे दिल शोर, तुम्हे पहचान लिया

Tum Ho Dil Ke Chor Kare Dil Shor, Tumhe Pehchan Liyaa - तुम हो दिल के चोर करे दिल शोर, तुम्हे पहचान लिया

LYRICS:
tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya ye dard ne deke dard kiya dil sard nigahe ferte hai teri chahat ki aada ne luta hum ko raho me gher ke lakh bachaya bach nahi paya dil ye hamara tum par aaya tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya o mast nazar jata hai kidar ek tir dil pe mar ke badnam na ho badnam na kar ilzam na de bekar ke raz hamara tune jana jan na le bedard jamana tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya sharma ke na ja tadpa ke na ja ikrar to kar le pyar ka jab aankh jhuke lab na khule yahi matlab hai ikrar ka mithi nigahe dil ki kahani pyar ki hai ye khas nishani tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya