SONG: Tum Hare Mai Jeeti - तुम हारे मैं जीती, सजन तुम हारे मैं जीती

Tum Hare Mai Jeeti - तुम हारे मैं जीती, सजन तुम हारे मैं जीती

LYRICS:
tum haare main jeeti, sajan tum haare main jeeti ye prem ki pahali baaji hain, ye prem ki pahali baaji hain tum haare main jeeti, sajan tum haare main jeeti tum haare main jeeti, sajan tum haare main jeeti main yahaa chhipi tu wahaa, main yahaa chhipi tu ham khoj khoj kar haar gaye, par khoj na paaye kaha chhipi ham khoj khoj kar haar gaye, par khoj na paaye kaha chhipi main chhipi jahaa phulo ki mahak, madmast pavan ke sur sajan tum haare, tum haare main jeeti sajan tum haare main jeeti chhipti hain kahaa rut ki khushbu chhipti hain kahaa rut ki khushbu aai bahaar aai bahaar, sab jaan gaye aai bahaar, sab jaan gaye jab koyal bole kuhu kuhu, kuhu kuhu phulo ki saheli aa, phulo ki saheli aa tujh bin man ki bagiyaa suni sakhi re man ki bagiyaa suni sajan tum haare, tum haare main jeeti sajan tum haare main jeeti main man ki prem paheli hu, main man ki prem paheli hu main abhi abhi fir kabhi nahi main abhi abhi fir kabhi nahi main swapan pari albeli hu main swapan pari albeli hu lo maine tumko dhundh liya, lo maine tumko lo maine tumko dhundh liya bolo kaisi beeti, sakhi re bolo kaisi beeti sajan tum haare, tum haare main jeeti sajan tum haare haare haare haare