SONG: Tum Ham Ko Bhula Baithe Ho - तुम हम को भुला बैठे हो हम को भुला बैठे हो

Tum Ham Ko Bhula Baithe Ho - तुम हम को भुला बैठे हो हम को भुला बैठे हो

LYRICS:
tum ham ko bhula baithe ho ham ko bhula baithe ho tum ham ko bhula baithe ho ham tum ko bhulaye kaise ham tum ko bhulaaye kaise, tum ham ko bhula baithe ho jo aag lagayi tum ne ham us ko bujhaye kaise tum ham ko bhula baithe ho ummid pe jite the ham ummid nahi ab koyi jine ka na ho jab sama jine ka na ho jab sama to umar bitaye kaise to umar bitaaye kaise tum ham ko bhula baithe ho ham tum ko bhulaaye kaise ham tum ko bhulaye kaise ro ro ke huyi ye haalat ab ro bhi nahi sakate ham, haye ab ro bhi nahi sakate ham aur ro na sake to apna aur ro na sake to apna afasana sunaye kaise afasana sunaye kaise tum ham ko bhula baithe ho