SONG: Tum Gagan Ke Chandrma Ho, Main Dhara Ki Dhul Hu - तुम गगन के चंद्रमा हो, मैं धरा की धूल हूँ

Tum Gagan Ke Chandrma Ho, Main Dhara Ki Dhul Hu - तुम गगन के चंद्रमा हो, मैं धरा की धूल हूँ

LYRICS:
tum gagan ke chandrma ho, mai dhara ki dhul hu mai dhara ki dhul hu tum parlay ke devta ho tum parlay ke devta ho, mai samarpit phul hu tum ho puja mai pujari, tum sudha mai pyaas hu tum sudha mai pyaas hu tum mahasagar ki seema, mai kinare ki lahar tum mahasangit ke swar, mai adhuri saaj bhar tum ho kaya mai hu chaya, tum shama mai bhul hu tum gagan ke chandrma ho, mai dhara ki dhul hu mai dhara ki dhul hu tum usha ki lalima ho, bhor ka sindur ho mere prano ki ho gunjan, mere man ki mayur ho tum ho puja mai pujari, tum sudha mai pyas hu tum gagan ke chandrma ho, mai dhara ki dhul hu mai dhara ki dhul hu tum gagan ke chandrma