SONG: Tum Ek Baar Muhabbat Ka Imtahaan To Lo - तुम एक बार मुहब्बत का इम्तहान तो लो

Tum Ek Baar Muhabbat Ka Imtahaan To Lo - तुम एक बार मुहब्बत का इम्तहान तो लो

LYRICS:
tum ek baar muhabbat ka imtahaan to lo mere junun meri vahshat ka imtahaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtahaan to lo salaam-e-shauq pe ranjish bhara payaam na do salaam-e-shauq pe ranjish bhara payaam na do mere khloos ko hiras-o-havas ka naam na do meri vafa ki haqikat ka imtahaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtahaan to lo na takt-o-taz na laal-o-guhar ki hasarat hai na takt-o-taz na laal-o-guhar ki hasarat hai tumhare pyar tumhari nazar ki hasarat hai tum apne husn ki azmat ka imtihaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtahaan to lo mai apni jaan bhi de du to aitbaar nahi mai apni jaan bhi de du to aitbaar nahi ke tum se badhke mujhe zindagi se pyar nahi yu hi sahi meri chahat ka imtihaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtahaan to lo