SONG: Tum Dilli Me Mai Aagre Me - तुम दिल्ली मैं आगरा दिल से निकले हाय फासला

Tum Dilli Me Mai Aagre Me - तुम दिल्ली मैं आगरा दिल से निकले हाय फासला

LYRICS:
tum dilli main aagra dil se nikle haye fasla fasla sau kosh ka hum me sawan bito jaye tum bhi sache main bhi sachi badal ghir ghir aaye meri ma meri maa ye na samjhe chhore ka dil sau bal khaye dekh mar jaye na tera sajan kahi kya kahu main piya bat bas ki nahi maa ko dam deke aa jao meri kasam jiya chain paye meri maa meri maa ye na samjhe chhore ka dil sau bal khaye meri maa meri maa ye na samjhe chhore ka dil sau bal khaye tum dilli mai aagre dil se nikle haye fasla fasla sau kosh ka humne sawan bito jaye tum bhi sache main bhi sachi badal ghir ghir aaye meri ma meri maa ye na samjhe chhore ka dil sau bal khaye aas roti hai aur dil paresan hai tera sajan koi dam ka mehman hai aake surat dikha jao meri kasam kale badal aaye aake surat dikha jao meri kasam kale badal aaye fasla fasla sau kosh ka hum me sawan bito jaye fasla fasla sau kosh ka hum me sawan bito jaye tum dilli mai aagre dil se nikle haye fasla fasla sau kosh ka humme sawan bito jaye tum bhi sache mai bhi sachi badal ghir ghir aaye meri ma meri maa ye na samjhe chhore ka dil sau bal khaye