SONG: Tum Dil Ki Dhadkan Mein - तुम दिल की धड़कन में रहते हो, रहते हो

Tum Dil Ki Dhadkan Mein - तुम दिल की धड़कन में रहते हो, रहते हो

LYRICS:
tum dil ki dhadkan me rehte ho, rehte ho tum dil ki dhadkan me rehte ho, rehte ho meri in saanso se kehte ho, kehte ho baaho me aa jao, sapno me kho jao tum dil ki dhadkan me rehte ho, rehte ho meri in saanso se kehte ho, kehte ho der na kar duniya se na dar, sun le dua o bekhabar der na kar duniya se na dar, sun le dua o bekhabar ruth na mujhse jane-e-jigar, katta nahi tere bin ye safar nazre dhundhe tujhko, aa mil jaa tu mujhko baaho me aa jao, sapno me kho jao tum dil ki dhadkan me rehte ho, rehte ho meri in saanso se kehte ho, kehte ho kuch na kaho ab chup hi raho, dekho dhadkan kehti hai kuch na kaho ab chup hi raho, dekho dhadkan kehti hai laut aaya hai meet mera, ankhiyo se nadiya behti hai kaise guzre yeh din, puchho na tere bin baaho me aa jao, sapno me kho jao tum dil ki dhadkan me rehte ho, rehte ho tum dil ki dhadkan me rehte ho, rehte ho meri in saanso se kehte ho, kehte ho tum dil ki dhadkan me rehte ho, rehte ho