SONG: Tum Chale Aaye Badi Maharbani - तुम चले आये बड़ी मेहरबानी

Tum Chale Aaye Badi Maharbani - तुम चले आये बड़ी मेहरबानी

LYRICS:
lo ho gayi sham tare nikal aaye milan ke dur se koi geet gaye gale mil rahe hai bichhde huye sab haaye lekin tum na aaye tum na aaye ye pyara sama ye mausam ki javani chale aaye hoye tum chale aaye badi maharbani badi maharbani tum chale aaye badi maharbani badi maharbani hai aisa nasha ki dil kare nadani tum chale aaye hoye tum chale aaye badi maharbani badi maharbani tum chale aaye badi maharbani badi maharbani o ruthne vale fir hame tumhare hue haal kya kya na puchno hamare o ruthne vale fir hame tumhare hue haal kya kya na puchno hamare lakh bujhaye dil ki bujhe na sukh gaya haye sukh gaya naino ka pani tum chale aaye tum chale aaye badi maharbani badi maharbani tum chale aaye badi maharbani badi maharbani o tumhi ho wo jalim tadpaane vale jisko kiya tha dil ye havale tumhi ho wo jalim tadpaane vale jisko kiya tha dil ye havale meri najar se usdin bachke chale gaye tum chale gaye deke nisani tum chale aaye tum chale aaye badi maharbani badi maharbani tum chale aaye badi maharbani badi maharbani ye pyaara samaa ye mausam ki javani tum chale aaye tum chale aaye badi maharbani badi maharbani tum chale aaye badi maharbani badi maharbani