SONG: Tum Chal Rahe Ho, Ham Chal Rahe Hai - तुम चल रहे हो, हम चल रहे हैं

Tum Chal Rahe Ho, Ham Chal Rahe Hai - तुम चल रहे हो, हम चल रहे हैं

LYRICS:
tum chal rahe ho, hum chal rahe hai magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai tum chal rahe ho, hum chal rahe hai magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai ye bahki fizaaye, ye jhulti havaayen jo chhed chhed jaaye, to dil machale yahi to hain jamaane, dilo ke afsane jo tune na sunaaye, to dil machale tum chal rahe ho, hum chal rahe hai magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai tum chal rahe ho apni khushi se, kisi ne jo kisi se kiya hain koi vaada, to dar kiska dil hi diya hain, kisi ka kya liya hain kahe to koi luta, hain ghar kiska tum chal rahe ho, hum chal rahe hai magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai tum chal rahe ho, hum chal rahe hai magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai tum chal rahe ho pyar ki adaaye, zamaane ko na bhaaye wo dekh dekh jale to jalne do hame na koi roke, kisi ke ham hoke chale hain masti me, to chalne do tum chal rahe ho, hum chal rahe hai magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai tum chal rahe ho, hum chal rahe hai magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai tum chal rahe ho