SONG: Tum Bin Sajan Barase Nayan - तुम बिन साजन बरसे नयन

Tum Bin Sajan Barase Nayan - तुम बिन साजन बरसे नयन

LYRICS:
tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse nagin si ye rat andheri baithi hai dil ko gher ke nagin si ye rat andheri baithi hai dil ko gher ke ruthe jo tum sab chal diye mukh pher ke tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse ye dil tere pyar ki khatir jag se begana ho gaya ye dil tere pyar ki khatir jag se begana ho gaya ek khwab tha sab lut gaya, sab kho gaya tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse pyase-pyase nain hamare ro-ro ke haare sajana pyase-pyase nain hamare ro-ro ke haare sajana aatho pahar barse gagan iss angana tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse