SONG: Tum Bhul Ke Phande Me Hasino Ke Na Aana - तुम भूल के फंदे में हसीनो के ना आना

Tum Bhul Ke Phande Me Hasino Ke Na Aana - तुम भूल के फंदे में हसीनो के ना आना

LYRICS:
tum bhul ke fande me hasino ke na aana tum bhul ke fande me hasino ke na aana dil na lagana meri ja dil na lagana meri ja dil na lagana in mast nazar walo se aankhe na ladana in mast nazar walo se aankhe na ladana aankhe na ladana dil na lagana meri ja dil na lagana meri ja dil na lagana wado ka bharosha nahi mashuk hai jhuthe wado ka bharosha nahi mashuk hai jhuthe bate hai bahut bholi magar dil ke hai khote bate hai bahut bholi magar dil ke hai khote kudrat ne sikhaya hai inhe dil ka churana kudrat ne sikhaya hai inhe dil ka churana dil na lagana meri ja dil na lagana meri ja dil na lagana