SONG: Tum Arabon Kaa Her Pher Karne Wale Ram Ji - तुम अरबों का हेर फेर करने वाले राम जी

Tum Arabon Kaa Her Pher Karne Wale Ram Ji - तुम अरबों का हेर फेर करने वाले राम जी

LYRICS:
tum arabo ka her pher karne wale raam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji tum arabo ka her pher karne wale raam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji paise paise ko jawani meri tarse paise paise ko jawani meri tarse sote sote uth jaau bistar se sote sote uth jaau bistar se kab jaayegi garibi mere ghar se kab jaayegi garibi mere ghar se, ho mere ghar se tum arabo ka her pher karne wale raam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji kaisi pyari hai khabar akhabaro me kaisi pyari hai khabar akhabaro me laxmi devi hongi apni isharo me laxmi devi hongi apni isharo me hoga bangala hamara bhi sitaro me hoga bangala hamara bhi sitaro me,sitaro me tum arabo ka her pher karne wale raam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji aisi kadaki me ye bojha do jano ka aisi kadaki me ye bojha do jano ka aadha sadha hua thode se chano ka aadha sadha hua thode se chano ka kabhi aaya na wo din sapano ka kabhi aaya na wo din sapano ka, sapano ka tum arabo ka her pher karne wale raam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji are tum arabo ka her pher karne wale raam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji sava laakh ki latri bhejo apne bhi naam ji