SONG: Tum Aao Rumjhum Karti - तुम आओ रुमझुम करती पायल की झंकार लिये

Tum Aao Rumjhum Karti - तुम आओ रुमझुम करती पायल की झंकार लिये

LYRICS:
tum aao rumjhum karti payal ki jahnkar liye naino bichhaye baitha koi phoolo bhari bahaar liye tum aao rumjhum karti tera wo angadai lena yad hai phir kuch muska dena tera wo angadai lena yad hai phir kuch muska dena us din hi to tune mujhko pritam ke adhikar diye tum aao rumjhum karti payal ki jhankar liye naino pe chhaye baitha koi phoolo bhari bahar liye tum aao rumjhum karti yhi to ghadiya hai jeewan ki pyas tere madhur milan ki yhi to ghadiya hai jeewan ki pyas tere madhur milan ki beet gayi to phir nahi aani ye sundar uphar liye tum aao rumjhum karti payal ki jahnkar liye naino bichhaye baitha koi phoolo bhari bahaar liye tum aao rumjhum karti