SONG: Tukde Utha Ke Dil Ke - टुकड़े उठा के दिल के, ले जायेंगे निशानी

Tukde Utha Ke Dil Ke - टुकड़े उठा के दिल के, ले जायेंगे निशानी

LYRICS:
tukde utha ke dil ke, le jayenge nishani bas khatam hai kahani bas khatam hai kahani khich kar layi mujhe, hai meri takdir kaha khich kar layi mujhe, hai meri takdir kaha tukde tukde hui, aakar meri takdir kaha tukde tukde hui, aakar meri takdir kaha jisne kar rakhi thi ha jisne kar rakhi thi, raato ki meri nind haram nikli kambakt hai, us khwab ki taabir kaha nikli kambakt hai, us khwab ki taabir kaha tukde tukde hui, aakar meri takdir kaha har dua arash pe, ja ja ke palat aati hai har dua arash pe, ja ja ke palat aati hai kho gayi hai meri, fariyad ki tabir kaha kho gayi hai meri, fariyad ki tabir kaha tukde tukde hui, aakar meri takdir kaha khich kar layi mujhe, hai meri takdir kaha tukde tukde hui, aakar meri takdir kaha