SONG: Tukda Tukda Toot Jane Ki Khwaish Hai - टुकड़ा टुकड़ा टूट जाने की ख्वाहिश है

Tukda Tukda Toot Jane Ki Khwaish Hai - टुकड़ा टुकड़ा टूट जाने की ख्वाहिश है

LYRICS:
aa tukda tukda toot jaane ki khwahish hai shayad mere pyaar ki ye aazmaish hai dil seene se udd gaya jaake tujhse jud gaya tujhse shuru hai tujhpe khatam ho meri ye dastaan tukda tukda toot jaane ki khwahish hai shayad mere pyaar ki ye aazmaish hai na na ye dil bole ke ab na mile tujhse chhutkara hai mujhme nasha aisa chadha chadhta jiyun paara tha mann mera ye tann mera ab tak banjara ki teri hi baahon mei maine sab hai vaara dil seene se udd gaya jaake tujhse jud gaya tujhse shuru hai tujhpe khatam ho meri ye dastaan tukda tukda toot jaane ki khwahish hai shaad mere pyaar ki ye aazmaish hai badalne lagi hai saansein meri ab angaaron mei ke tujhse hi sajne lagi mai singaron mei yun doob rahi hoon mai sapno ke majdharon mei ke raat din hai mere ab gulzaron mei dil seene se udd gaya jaake tujhse jud gaya tujhse shuru hai tujhpe khatam ho meri yeh dastaan tukda tukda toot jaane ki khwahish hai shayad mere pyaar ki yeh aazmaish hai tukda tukda toot jaane ki khwahish hai