SONG: Tujhse Naraz Nahi Zindagee - तुझसे नाराज़ नहीं ज़िन्दगी

Tujhse Naraz Nahi Zindagee - तुझसे नाराज़ नहीं ज़िन्दगी

LYRICS:
tujhse naraz nahi zindagi hairaan hun main ho hairaan hun main tere masum sawaalon se preshaan hun main ho pareshaan hun main jine ke liye socha hi nahi dard sambhalne honge jine ke liye socha hi nahi dard sambhalne honge muskuraaye to muskuraane ke karz utarne honge muskuraaun kabhi to lagta hai jaise hoton pe karz rakha hai tujhse naraz nahi zindagi hairaan hun main ho hairaan hun main aaj agar bhar aayi hai bundine baras jayegi aaj agar bhar aayi hai bundine baras jayengi kal kya pata inke liye aankhe tarash jayegi jaane kab ghum hua kahaan khoya ek aasu chupa ke rakha tha tujhse naraz nahi zindagi hairaan hun main ho hairaan hun main tujhse naraz nahi zindagi hairaan hun main ho hairaan hun main tere masum sawaalon se preshaan hun main ho pareshaan hun main